Monday 13 January 2020

Heaven on the earth ❤


Pahad ๐Ÿ”๐ŸŒฒ

Pyari janam bhumi mero pahad...
Ganga jamuna ajey yeh badri kedara.

Bedu pako bara masa
O Naraina kafal paako chaita, meri chhaila... yah geet pahado ki เคชाเคฐंเคชเคฐिเค• (traditional) lok geet hai.

Husna pahado ka oo sayeba yah bharo mahine mausam jadao ka......kya kahub kah hai humara pahad ek anokhi pehchan hai bharo mahine mausam thanda hota hai.

Daali daali fhulo ki sabko bolaye re musafir mere uttarkhand me ........ek aishi khubsurat jagah har koi bass jaye.

Badalo ki odke wadiya geet sunaye meethe meethe mere uttarkhand me ........hawa, pani, rashte, badal, wadiya bahot khubsurat hai humara pahado par.

Uttarkhand ghumai de........ aao humare pahad le jayenge tumhe almora, nanital,ranikhet, kausani, bageshwar, hari ki paudi( haridwar),kedarnath,badrinath, dehradun,dev parayag.

Uttarni kautik lagi ro.....January ke mahine main uttarni kautika(mela) laga hai wah ghum aayenge aao humare pahad.

Hayee teri rumala, yo gulabi mukhadi
Kae bhali cha ji re, naake ki nathuli.........kya rumal hai teri or tera chehara gulab jaise kya khub lagri hai teri naah ki nathuli(nose ring) khubsurati ka raaz hai pahado ki ladkiyo ka.

Pahad ki cheli le ne khayo rota sukhake...pahado ki auroto ne nahi khaye kabhi roti(chhapti) sukh me humesha kheti ke kam, khana bana mehnano ke liye,sabke sath khush rehne me khud ko waqt nahi de pate.

Tu ae jao pahad band chi ye dawra..... sab ne chod diya hai pahad ghar band ho gye sabke paise kamane the.
sari wadiya, rashte, amma,bubu( dadi ,dadaji) ghar, khet,sare dost chod gye pahad tum aa jao pahad.....๐Ÿ˜ž





(Songs lyrics)